Ticker

6/recent/ticker-posts

Mast Najro Se Allah Bachaye Lyrics

 Mast Najro Se Allah Bachaye Lyrics


Haan baarishon

Ka woh maheena

Bhool payenge kabhi na

Haan baarishon

Ka woh maheena

Bhool payenge kabhi na

Zulf se jab paani jhatka

Toone jhoom ke

Haaye aisi khoobsurat

Bhool baithe hum sharafat

Laut aayin paagal aankhein

Tujhko choom ke

Ishq tha ya

Zehar chadh gaya tha

Ishq tha ya

Zehar chadh gaya tha

Hosh mein aaj

Tak aa na paaye

Mast nazron se

Allah bachaye

Mast nazron se

Allah bachaye

Ho husn walon

Allah bachaye

Mast nazron se

Allah bachaye

Ho husn walon

Allah bachaye

Aashiqui kaatilon

Ki gali hai

Aashiqui kaatilon

Ki gali hai

Jeete jee koy

Waapas na aaye

Mast nazron se

Allah bachaye

Ho husn walon se

Allah bachaye

Husn walon se

Allah bachaye

Hmm hum akele

The maze mein

Bin piye hi

The nashe mein

Ek din humein

Raaste mein

Mil gaye phir tum

Ranjhe majnu agle pichhle

Yaad aayein jab hum phisle

Hans ke leli jaan nikle

Aisi shaatir tum

Tauba tauba woh

Talwar aankhein

Tauba tauba woh

Talwar aankhein

Cheer daala jigar

Haaye haaye


Mast nazron se

Allah bachaye

Ho husn walon

Allah bachaye

Husn walon

Allah bachaye

Hum tumhare

Tumhare tumhare huye

Hum tumhare

Tumhare tumhare huye

Hath the pehle

Ab to sitaare huye

Hum tumhare

Tumhare tumhare huye

Uski rehmat ke

Aise Ishaare huye

Uski rehmat ke

Aise ishaare huye

Tum hamare

Hamare hamare huye

Haan Ishq apna

Hal masoom Isko

Haan ishq apna

Hai masoom isko

Dushmanon ki nazar

Lag na jaaye

Buri nazron se

Allah bachaye

Buri nazron se

Allah bachaye

Ishq walon ko

Allah bachaye

Buri nazron se

Allah bachaye Haan ishq walon ko

Allah bachaye

Ishq walon ko

Allah bachaye

Ishq walon ko




Post a Comment

0 Comments