Ticker

6/recent/ticker-posts

Jasne amade Rasool Lyrics

Jasne amade Rasool Lyrics


Jasne amade Rasool, Allah hi Allah

Bibi Amna ke phool, Allah hi Allah

Jab kay Sarkaar tashrief lane lage,
Hoero milma bhi gushian mana ne laqe,
Har taraf noor ki rosheni chagayi,
Mustafa kiya milay zindagi milgayi,
Aie Halima teri goad mein aa gaye,
Dono alam ke Rasool, Allah hee Allah
Koi chehray ki tareef kernay laga,
Koi zulfoun key tarif kernay laga,

Aminah dekh ker muskuranay lagein,
Hawwaa, Mariam bhi khushiyaan mananay lagein,

Amina bibi sab say yeh kehnay lagein,
Dua ho gayi qabool, Allah he Allah.

Shadiyaanay kushi kay bajaye gaye,
Shaad kay naghmay sab ko sunaye gaye,

Har taraf shor Salealla ho gaya,
Aaj peda Habib e Khuda ho gaya,

Phir to Jibriel nay bhi yeh elaan kiya,
Yeh Khuda kay hein Rasool, Allah hi Allah.

Jashn-e-Aamade Rasool, Allah he Allah,
Bibi Amna kay phool, Allah he Allah.



Jashn E Amad E Rasool Allah Hi Allah Lyrics - Naat Lyrics

Jashn E Amad E Rasool Allah Hi Allah
Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah
Allah Hi Allah Bolo Allah Hi Allah

Jab Ke Sarkar Tashreef Laane Lage
Hooron Gilmaan Bhi Khushiyan Manane Lage
Har Taraf Noor Ki Roshani Chaa Gayi
Mustafa Kya Mile Zindagi Mil Gayi
Aye Halima Teri Goad Me Aa Gaye
Dono Aalam Ke Rasool Allah Hi Allah

Chehra E Mustafa Jab Dikhaya Gaya
Chup Gaye Taare Aur Chaand Sharma Gaya
Aamina Dekh Kar Muskurane Lagi
Hawwaa Mariam Bhi Khushiyaan Mana Ne Lagi
Aamina Bibi Sab Se Yeh Kehne Lagi
Dua Ho Gayi Qabool Allah Hi Allah

Shadiyaane Khushi Ke Bajaaye Gaye
Shaadi Ke Naghme Sab Ko Sunaaye Gaye
Har Taraf Shor E Salle Alla Ho Gaya
Aaj Paida Habib E Khuda Ho Gaya
Phir Toh Jibreel Ne Bhi Yeh Ailaan Kiya
Yeh Khuda Ke Hai Rasool Allah Hi Allah

Unka Saaya Zameen Par Na Paaya Gaya
Noor Se Noor Dekho Judaa Na Hua
Hum Ko Aabid Nabi (صلّی اللہ علیہ وسلّم) 
Par Bada Naaz He
Kya Bhala Mere Aaqa Ka Andaz He
Jisne Rukh Par Mali Woh Zia Paa Gaya
Arz-E-Taiba Teri Dhool Allah Hi Allah

Jashn E Amad E Rasool Allah Hi Allah
Bibi Amina Ke Phool Allah Hi Allah
Allah Hi Allah Bolo Allah Hi Allah





Post a Comment

0 Comments